CorelDRAW X5 Me New Document Create Kaise Kare? | How To Create a New Document In CorelDrawX5?
CorelDRAW X5 Ki Jankari Hindi Me
Hello Friends Main Sharique Siddiqi
SS Graphic Point Me Aap Ka Swagat Hai
is blog me graphic design se sambandhit sari jaankari aap ko milegi.
CorelDRAW X5 me New Document create kaise kare?
is post me hum janeage ki CorelDRAW X5 me New Document create kaise kare?
to chaliye coreldraw ko open karte hai.
to coreldraw ko hamne open karliya hai. jiska interface is tarha ka hamre samne open hua hai.
so friends maine welcome screen ko enable(tick) kar rakha hai is liye coreldraw open hone per welcome creen show ho rahi hai. welcome screen ki or jankari ke liye aap ko is link per click karna hoga Welcome Screen Kya hai? karte hi sari jankari mil jayegi. jaisa ki friend aap jante hai ki welcome scree hamara swagat karti hai or sath hi usme kuch option show hote hai jo ek tarha se shorcut ke roop me hamri help karti hai. (underline kiye gaye dono option same hai)
isme Quick Start ke option per click karte hi hmare samne kuch is tarha ke option show hote hai.
so friend ager ap shrocut option use karna chahte hai to ap start new ke option me show ho rahe new blanck document ke option per click kar ke new document create kar sakte hai. or ager nahi karna chahte to welcome screen ke box ko close kar dijiye.